Sun Meri Shehzadi song ka background music ki kya lyrics hain?

Sun meri shehzaadi
Main hoon tera shehzada
Baahon mein leke tujhe
Main karta hoon vaada

Sun meri shehzaadi
Main hoon tera shehzada
Baahon mein leke tujhe
Main karta hoon vaada

Aye jan-e-tamanna meri
Main khake kasam teri
Yeh karta hoon ikaraar
Marr bhi gaya toh main tujhe
Karta rahunga pyar

Sapana samajhke bhul na jana
O dilwale saath nibhana
Saath nibhana dildaar

Saaton janam mein tere
Main saath rahunga yaar
Marr bhi gaya toh main tujhe
Karta rahunga pyar

Ehsaas nahi tujhko
Main pyar karu kitna
Kar dungi tujhe paagal
Chahungi sanam itana

Ehsaas nahi tujhko
Main pyar karu kitna
Kar dungi tujhe paagal
Chahungi sanam itana

Daaman na kabhi chute
Tode na kabhi tuute
Jo rishta jude ek baar
Marr bhi gaya toh main

Tujhe karta rahunga pyar
Sapana samajhke bhul na jana
O dilwale saath nibhana
Saath nibhana dildaar

Saaton janam mein tere
Main saath rahunga yaar
Marr bhi gaya toh main tujhe
Karta rahunga pyar

Leave Your Comment